Tum logon ki, iss duniya mein
Har kadam pe, insaan galat
Main sahi samaj ke jo bhi kahoon
Tum kehte ho galat, main galat hoon phir kaun sahi (phir kaun sahi)
Marzi se jeene ki bhi main
Kya tum sabko arzi doon
Matlab ki tum sabka mujhpe
Mujhse bhi zyada haq hai
Saadda haq, aithe rakh
Saadda haq, aithe rakh
Na na na ..
Saadda haq, aithe rakh
Hey inn gadaaron mein ya udhaaron mein
Tum mere jeenay ki aadat ka kyun gott rahe dum
Besaleeqa main, uss gali ka main
Na jis mein haya, na jis mein sharam
Mann bole ke ras mein jeenay ka harjaana duniya dushman
Sab begaana inhe aag lagaana
Mann bole mann bole, mann se jeena ya marr jaana
Saadda haq, aithe rakh
Na na na ..
O eco-friendly, nature ke rakshak, main bhi hoon nature
Rivaazon se, samaajhon se kyon
Tu kaate mujhe, kyun baante mujhse iss tarah
Kyun sach ka sabak sikhaaye, jab sach sunn bhi na paaye
Sach koi bole toh tu niyam kanoon bataaye
Tera darr, tera pyaar, teri waah, tu hi rakh (rakh saali)
Saadda haq, aithe rakh
Aithe aithe rakh
Saadda haq, aithe rakh
No comments:
Post a Comment